Sometimes in pusrsuit of the abstract,the tangibles turn invisible. Just to ensure that we are not lost in profound thoughts on this blog, here goes a small poem on Melbourne, the city that is currently sponsoring my daily bread...
Paanch Gali ka Shehar Hei
Beech mein Yarra Nadhi Hei
Swasth Hawa Masth Jagah
Ye He Melbourne Meri Jaan
Dhin Mein Poora Kaam
Shaam Ko Thoda Guppa
Jiyo Zindagi Aman Se
Ye He Melbourne Meri Jaan
Har Dhin Mein Chaar Mousam
Chaaron Or Dikhegi Hariyali
Kitne Baag aur Kitne Maidhan
Ye He Melbourne Meri Jaan
Jahaan Dekho Romance Hei
Khel Khood mein Shauk Hei
Faltoo Chinta Karna Joke Hei
Ye He Melbourne Meri Jaan
4 comments:
Waah waah kyabaat hai saab, chaa gaye aap!!!!!
Kaam hots hai nau se paanch
dookan khule hain nau se paanch
Davaaykhana bhi nau se paanch
Par daaroo ke adda Subah, shaam aur raat
Yeh hai melbourne meri jaan!!!
:) good value add mate!.. in fact..Kerry Packer's Casino deserves a special mention as well.. the real 24/7 money capital of Australia
"Jahaan Dekho Romance Hei"
Kiski yaad aa rahi hai bhidu...
Harish Thalaiva.. Y u r thuriving me on that oe aspect every time.. i am seeing romance not doing romance.. Naan enna Gaptaina? asaalta duet paadinde irukarthuku?
Post a Comment